26 Oct 2023

Nauroz Drama OST Lyrics | Sawal Nache Jawab Ghum Hain Song | Amanat Ali | Green TV Entertainment

About Nauroz

Nauroz is a 2023 Pakistani Urdu Television drama that aired on the Green TV Entertainment channel. The show stars Mawra Hocane, Ameer Gilani, Syed Jibran, and Rana Majid in the lead roles.

The song vocals are lent by Amanat Ali. Kashif Anwar has penned the lyrics for the title song. Naveed Nashad composed the music for Nauroz's Opening Title Song.

Nauroz Drama Info | Nauroz OST Credits

Song ThemeSawal
DramaNauroz
Drama Title (English Meaning)New Day
Year2023
GenreDrama
Lead CastMawra Hocane
Ameer Gilani
Syed Jibran
Rana Majid
DirectoShahzad Kashmiri
ProducerShahzad Kashmiri
Production HouseMultiverse Entertainment
Series WriterKashif Anwar
Theme Song SingerAmanat Ali
Theme Music ComposerNaveed Nashad
Theme Song LyricistKashif Anwar
Number Of Episodes16
Show Released Date13 July 2023
Show End Date26 October 2023
ChannelGreen TV
LanguageUrdu
CountryPakistan

Nauroz OST Lyrics - Green TV

Sawal Nache 
Jawab Ghum Hain
Kahan Kati Hain
Hisab Ghum Hain

Meri Kahani Kise Sunao
Zindagi Ke Baab Ghum Hain

Kahani Dar Kahani Hai
Haqeeqat Kahani Hai
Sach Mein Ek Fasana Hai
Jeene Ka Bahana Hai

Music

Jo Chahiye Tha 
Woh Mil Gaya Hai
Sitam Toh Yeh Hai
Ke Kho Gaye Hum

Udaas Raston Pe 
Chalte Chalte
Inhi Raston Ke
Ho Gaye Hum

Inhi Raston Ke
Ho Gaye Hum

Koi Jo Pooche
Hamara Kehna
Woh Kho Chuke Hain
Janab Ghum Hain

Music

Wehem Ki Ek Fauj Khadi Hai
Khwabon Ke Daste Ke Aage
Khwab Jo Gade Ban Ja Poora
Weham Toh Khwab Ke Aage Bhaage

Sun Toh Dhadkan Kya Kehti Hai
Veerani Kab Tak Rehti Hai
Dekh Toh Bhitar Tere Lahu Mein
Uljhan Ki Suljhan Behti Hai

Sawal Hai Toh Jawab Honge
Kahin Toh Saare Hisaab Honge
Jo Kho Chuke Hain
Musafaton Mein

Kahin Toh Saare 
Baab Honge

Meri Kahani Kise Sunao
Zindagi Ke Baab Ghum Hain

Kahani Dar Kahani Hai
Haqeeqat Kahani Hai
Sach Mein Ek Fasana Hai
Jeene Ka Bahana Hai

Sawal Nache 
Jawab Ghum Hain
Kahan Kati Hain
Hisab Ghum Hain

Nauroz Drama OST (Sawal)

No comments:

Post a Comment