About Jaisay Aap Ki Marzi
Jaisay Aap Ki Marzi is a 2023 Pakistani Urdu Television drama that
aired on ARY Digital channel. The show stars Mikaal Zulfiqar &
Dur e Fishan in the lead roles.
The song vocals are lent by Meesha Shafi. Meesha Shafi has penned the
lyrics for the title song. Abdullah Siddiqui has composed the music of
Jaisay Aap Ki Marzi's Opening Title Song.
Jaisay Aap Ki Marzi Drama Info | Jaisay Aap Ki Marzi OST Credits
Song Theme | Jaisay Aap Ki Marzi |
Drama | Jaisay Aap Ki Marzi |
Drama Title (English Meaning) | As Your Wish |
Year | 2023 |
Genre | Drama |
Lead Cast | Mikaal Zulfiqar Dur e Fishan |
Director | Saba Hamid |
Producer(s) | Humayun Saeed Shahzad Nasib |
Production House | Six Sigma Plus Productions |
Series Writer | Naila Zehra Jafri |
Theme Song Singer | Meesha Shafi |
Theme Music Composer | Abdullah Siddiqui |
Theme Song Lyricist | Meesha Shafi |
Number Of Episodes | 36 |
Show Released Date | 23 August 2023 |
Show End Date | 26 December 2023 |
Channel | ARY Digital |
Language | Urdu |
Country | Pakistan |
Jaisay Aap Ki Marzi Drama OST Lyrics - ARY Digital
Ek Akheli Apni Hatheli Mein
Himmat Samete Kismat Paheli Mein
Gun Gayenge Bal Kaheinge
Pyar Bhare Sapne Nibhaeinge
Khushiyan Sametenge
Rut Aayi Hai Rang Layi Hai
Duniyan Se Bhi Haseen
Duniyan Basayein
Raat Chamkaein Ge
Music
Pyar Ke Saaye Mein
Bheej The Boyein
Pholon Ne Beshumar
Armaan Khoye
Pyar Ke Saye Mein
Zara Nahin Soye
Baithe Akhele Aur
Chup Karke Roye
Zara Zara Mujhe Taba
Karke Tujhe Kya Mila
Zara Zara Mujhe Taba
Karke Tujhe Kya Mila
Music
Tere Andhere Mein
Khoye Mere Sapne
Duniya Thi Has Mukh Meri
Samjhi Hoon Ab Main
Music
Acha Hai Ke Aankhein Meri
Be-barda Hui
Aansoo Baha Ke
Tujhko Bhula Ke
Pyar Ke Saaye Mein
Bheej The Boyein
Saare Hi Dost Yaar
Ek Dam Se Khoye
Pyar Ke Saye Mein
Zara Nahin Soye
Baithe Akhele Aur
Chup Karke Roye
Zara Zara Mujhe Taba
Karke Tujhe Kya Mila
Zara Zara Mujhe Taba
Karke Tujhe Kya Mila
Mere Gunah Kya Tha Bhala
Dil Diya Mili Saza
Zara Zara Mujhe Taba
Karke Tujhe Kya Mila
Jaisay Aap Ki Marzi OST
No comments:
Post a Comment