5 Sept 2023

Khel Drama OST Lyrics | Khel Ban Gayi Hai Yeh Zindagani | Hum TV

About Khel

Khel is a 2023 Pakistani Urdu Television drama that aired on Hum TV channel. The show stars Alizeh Shah, Shehroz Sabzwari, Yashma Gill, and Ahmed Randhwa in the lead roles.

The song vocals are lent by Sibt E Hassan. Sibt E Hassan has penned the lyrics for the title song. Sibt E Hassan has composed the music for Khel's Opening Title Song.

Khel Drama Info | Khel OST Credits

Song ThemeKhel Ban Gayi Hai Yeh Zindagani
DramaKhel
Drama Title (English Meaning)Game
Year2023
GenreDrama
Lead CastAlizeh Shah
Shehroz Sabzwari
Yashma Gill
Ahmed Randhwa
DirectorNadeem Siddique
ProducerMomina Duraid
Production HouseM.D Production
Series WriterJahanzeb Qamar
Theme Song SingerSibt E Hassan
Theme Music ComposerSibt E Hassan
Theme Song LyricistSibt E Hassan
Number Of Episodes68
Show Released Date7 July 2023
Show End Date13 October 2023
ChannelHum TV
LanguageUrdu
CountryPakistan

Khel OST Lyrics - Hum TV

Khel Ban Gayi Hai
Zindagi Humari
Toote Bharam 
Tooti Umeedein Saari

Khel Ban Gayi Hai
Zindagi Humari
Toote Bharam 
Tooti Umeedein Saari

Jaanay Kyun Apnon Se
Milte Hain Gham
Is Soch Mein
Din Raat Guzaari

Humne Ghamon Ki
Kisko Dastaan Sunani
Humne Ghamon Ki
Kisko Dastaan Sunani

Khel Ban Gayi Hai
Yeh Zindagani

Music

Un Lamhon Ko
Pal Mein Bhula Ke
Tha Jinko Humne
Milke Guzara

Aaaa... Music

Un Lamhon Ko
Pal Mein Bhula Ke
Tha Jinko Humne
Milke Guzara

Ik Baar Bhi Socha Na Kyun 
Ye Haal Kya Hoga Hamara
Apne Jo The Ab Woh Nahi
Dil Ko Mere Yeh Ho Gaya Yaqeen

Humne Ghamon Ki
Kisko Dastaan Sunani
Humne Ghamon Ki
Kisko Dastaan Sunani

Khel Ban Gayi Hai
Yeh Zindagani

Music

Ik Pal Ko Bhi
Na Tha Gawara
Kal Jinse Door
Rehna Hamara

Aaaa... Music

Ik Pal Ko Bhi
Na Tha Gawara
Kal Jinse Door
Rehna Hamara

Ab To Unko 
Dekhna Bhi Mumkin
Jane Kyun 
Hoga Na Dobara

Humse Hoke 
Door Woh Nahi
Hum Rehte Ghum 
Unki Soch Mein Kahin

Humne Ghamon Ki
Kisko Dastaan Sunani
Humne Ghamon Ki
Kisko Dastaan Sunani

Khel Ban Gayi Hai
Yeh Zindagani

Khel OST

No comments:

Post a Comment