20 Feb 2023

Sabaat Drama OST Lyrics | Zindagi Hai Ajnabi | Ali Sethi | Hum TV

About Sabaat

Sabaat is a 2020 Pakistani Urdu Television drama that aired on Hum TV channel. The drama featured Mawra Hocane, Ameer Gilani, Sarah Khan, and Usman Mukhtar in lead roles.

The song vocals are lent by Ali Sethi. Kashif Anwar has penned the lyrics for the title song. Naveed Nashad composed the music for Sabaat's Opening Title Song.

Sabaat Drama Info | Sabaat OST Credits

Song ThemeZindagi Hai Ajnabi
DramaSabaat
Drama Title (English Meaning)Stability
Year2020
GenreDrama
Lead CastMawra Hocane
Ameer Gilani
Sarah Khan
Usman Mukhtar
DirectorShahzad Kashmiri
ProducerMomina Duraid
Production HouseMD Productions
Series WriterKashif Anwar
Theme Song SingerAli Sethi
Theme Music ComposerNaveed Nashad
Theme Song LyricistKashif Anwar
Show Released Date29 March 2020
Show End Date25 October 2020
Number Of Episodes28
ChannelHum TV
LanguageUrdu
CountryPakistan

Sabaat OST Lyrics -  Hum TV

Music

Zindagi Paheli Hai
Zindagi Fasana Hai
Zindagi Paheli Hai
Zindagi Fasana Hai

Geet Gaaye Koi Bhi
Saath Gungunana Hai
Darr Gaye Jo Raston Se
Ghar Se Kaise Nikhloge

Roz Inhi Raston Pe
Tumko Aana Jaana Hai
Tumko Aana Jaana Hai

Zindagi Hai Ajnabi
Zindagi Hai Ajnabi

Music

Yeh Kadi Musafatein Hain
Iss Liye Yeh Socha Hai
(Iss Liye Yeh Socha Hai)

Haath Tham Kar Tera
Saath Chalte Jana Hai
Haath Tham Kar Tera
Saath Chalte Jana Hai

Bhut Jo Khud Tarashe The
Ban Gaye Khuda Hai Sab
Inko Zere Karna Hai
Ab Inhe Girana Hai

Music

Zindagi Hai Ajnabi
Zindagi Hai Ajnabi

Music

Zehn Ke Dareeche Par
Soch Ki Yeh Dastak Hai
Tumko Yaad Rakhna Hai
Ya Ke Bhool Jana Hai

Tum Kabhi Jo Aao To
Saath Mil Ke Baithenge
Kya Se Kya Hue Hai Hum
Yeh Tumhein Batana Hai

Aaaa.... De Re Na.... Music

Tum Badal Gaye Lekin
Main Wahin Pe Tehra Hoon
Tere Sath Bandha Jo
Ehd Woh Nibhaana Hai

Tere Sath Bandha Jo
Ehd Woh Nibhaana Hai

Roz Meri Hasti Se
Rakh Udti Rehti Hai
Kho Diya Jo Tujh Ko Toh
Aur Kya Gawana Hai

Zindagi Hai Ajnabi
Zindagi Hai Ajnabi

Sabaat OST

No comments:

Post a Comment