About Dikhawa
Dikhawa is a 2020 Pakistani Urdu Television drama that aired on the
Har Pal Geo channel. The show featured various actors in each
episode.
The song vocals are lent by Sahir Ali Bagga. Imran Raza has penned
the lyrics for the title song. Sahir Ali Bagga composed the music of Dikhawa
Opening Title Song.
Dikhawa Drama Info | Dikhawa OST Credits
Song Theme | Na Dikha Tu |
Drama | Dikhawa |
Drama Title (English Meaning) | Show Off |
Year | 2020 |
Genre | Drama |
Lead Cast | Various Actors |
Director | Ali Akber |
Producer(s) | Abdullah Kadwani Asad Qureshi |
Production House | 7th Sky Entertainment |
Series Writer | Mansoor Saeed
Amber Azhar Samina Ejaz Nabeela Raja Shabnam Sani Aamrah Shahid Rabia Mohsin Ramla Salma Faraz Mazaher |
Theme Song Singer | Sahir Ali Bagga |
Theme Music Composer | Sahir Ali Bagga |
Theme Song Lyricist | Imran Raza |
Number Of Episodes | 57 |
Show Released Date | 25 April 2020 |
Show End Date | 12 May 2021 |
Channel | Har Pal Geo |
Language | Urdu |
Country | Pakistan |
Dikhawa OST Lyrics - Har Pal Geo
Har Bashar Hai Ik Wasilah
Rab Se Jo Milwata Hai
Khidmat e Isnan Ka Rasta
Khuda Tak Jata Hai
Yun Madad Karte Hue
Eilan Toh Na Kijiye
Izat e Majbor Ko
Qurban To Na Kijiye
Hain Barabar Sare Insan
Khud Khuda Ne Hai Kaha
Be Bason Ki Be Basi
Sab Ko Dikhana Hai Gunah
Sab Ko Dikhana Hai Gunah
Ho...
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan
Ke Dekhta Hai Sab Khuda
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan Ke
Dekhta Hai Sab Khuda
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan Ke
Dekhta Hai Sab Khuda
Dekhta Hai Sab Khuda
Sochiye Gar Apke Bhi
Is Tarah Halat Ho
Bhok Bache Ko Lagi Ho
Maan Ke Khali Hath Ho
Dekhan Aansoo Kisi Ki
Aankh Mein Asaan Nahi
Bantna Gham Farz Hai
Karta Koi Ehsa Nahi
Sab Diya Rab Ka Hai To Phir
Kya Mera Aur Kya Tera
Be Bason Ki Be Basi
Sab Ko Dikhana Hai Gunah
Sab Ko Dikhana Hai Gunah
Ho...
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan
Ke Dekhta Hai Sab Khuda
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan
Ke Dekhta Hai Sab Khuda
Music
Mein Zaroorat Mand Hoon
Par Hath Phelaya Nahi
Dhop Hai Sir Pe Kadi
Par Phool Murjhaya Nahi
Kanpte Hathon Mein Apna
Hath Dene Aagaye
Mushkilon Mein Tum Jo
Mera Sath Dene Aagaye
Shukar Karte Aansoon Ne
Dekh Li Hai Inteha
Be Bason Ki Be Basi
Sab Ko Dekhana Hai Gunah
Sab Ko Dekhana Hai Gunah
Ho...
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan
Ke Dekhta Hai Sab Khuda
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan
Ke Dekhta Hai Sab Khuda
Dekhta Hai Sab Khuda
Jo Kare Acha Kisi Ka
Uska Bhi Hoga Bhala
Yeh Jahan Hain Imtehan
Aur Akhrat Jis Ka Sila
Waqt e Mushkil Yeh Kisi Pe
Hai Asakta Kabhi
Hain Kisi Ke Din Bhale
Aur Hai Kahin Faqah Kashi
Hai Pata Usko Hi Chalta
Dard Jisne Hai Saha
Be Bason Be Basi
Sab Ko Dikhana Hai Gunah
Sab Ko Dikhana Hai Gunah
Ho...
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan
Ke Dekhta Hai Sab Khuda
Na Dikha Tu Na Dikha Tu
Dard Duniya Ko Mera
Kar Chupa Ke Nekiyan
Ke Dekhta Hai Sab Khuda
Dekhta Hai Sab Khuda
Dikhawa OST
No comments:
Post a Comment