About Agar
Agar is a 2022 Pakistani Urdu Television drama that is airing on
Hum TV channel. The show stars
Hina Altaf, Junaid Khan, Maheen Siddiqui, and Usama Khan in the lead
roles.
Atif Ali has lent his vocals for the song along with co-singer Maria Raza
Sohni. Sabir Zafar has penned the lyrics for the title song. Atif Ali has
composed the music for Agar Opening Title Song.
Agar Drama Info | Agar OST Credits
Song Theme | Hum Tum Na Miltay Agar |
Drama | Agar |
Drama Title (English Meaning) | If |
Year | 2022 |
Genre | Drama |
Lead Cast | Hina Altaf Junaid Khan Maheen Siddiqui Usama Khan |
Director | Ilyas Kashmiri |
Producer | Momina Duraid |
Production House | MD Productions |
Series Writer | Madiha Shahid |
Theme Song Singers | Atif Ali Maria Raza Sohni |
Theme Music Composer | Atif Ali |
Theme Song Lyricist | Sabir Zafar |
Number Of Episodes | Drama Currently On Air |
Show Released Date | 25 October 2022 |
Show End Date | Drama Currently On Air |
Channel | Hum TV |
Language | Urdu |
Country | Pakistan |
Agar OST Lyrics - Hum TV
Aankhon Ne Awaaz Di
Sun Baat Yeh Raaz Ki
Dekha Gaya Hai Tujhe
Chaha Gaya Hai Tujhe
Pehli Dafa Aik Nazar
Dil Mein Gayi Hai Utar
Hoti Yeh Kya Zindagi
Hota Yeh Kaisa Safar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Music
Rangon Mein Doobe The Hum
Dhundli Hai Tasveer Kyun
Phenaai Hai Halaat Ne
Paaon Mein Zanjeerein Kyun
Hum Tum Bikhar Kyun Gaye
Aisi Hai Taqdeer Kyun
Parhta Nahi Hai Koi
Ashkon Ki Tehreer Kyun
Hum Hote Jane Khidar
Tum Hote Jane Khidar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Music
Itne Qareeb Aaye The
Kitne Hue Door Hum
Itni Khushi Kab Mili
Jitne Zyada Hain Gham
Manzil Mile Kis Tarah
Uthte Nahi Hain Qadam
Kyun Na Mohabbat Mili
Chaha Na Tha Humne Kam
Dukh Ki Na Hoti Khabar
Phirte Na Yun Darbadar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Hum Tum Na Miltay Agar
Na Miltay Agar...
Agar OST
No comments:
Post a Comment